Publisher's Synopsis
Sahasradidhitiḥ
Yah kavyasangrah na shabdon ki koi samaan shrikhla hai, na hi pathak ke man ko mohne ka koi arthheen prayas.
'Sahasradidhitiḥ', swayam rashtra ka ek aisa pratibimbh hai, jo kabhi man ko moh hi leta hai, toh kabhi kraanti bhav ka pratham ankur bankar phutta hai. Isme samai rachnaon ka arth sampurntah pathak par aadharit hai, yadi samajh sake to samucha vishv hai anyatha kavikul ka ek asafal prayas.
'Sahasradidhitiḥ' me kavi main hoon, shabd bhi mere hain, bhav bhi aur arth bhi, parantu, karan samaaj hai aur vo sadaiv samaj hi hoga.